How to Secure Android Mobile-Hindi

How to Secure Android Mobile




1 – Apna Lock Screen Set Karen :

Apne mobile ke Screen ko Lock karne ke liye PIN/Pattern/Password kisi ka bhi use kar skte hain magr dhayan rhe jisse bhi kren bus vo easily guess hone wala nhi ho strong ho,Agar apke mobile me Finger Print Lock feature hai to apne mobile me Lock Screen Set Karne ke liye Finger Print Lock kahi use karen.


2 – Unsecure Network ko kabhi bhi join na kren :

Kabhi bhi apne mobile ko Wireless Network ke sath join na kren, Jab bhi kabhi hume free WI-FI milta hai to humlog fatafat apna mobile connect kar ke Wi-Fi ko enjo krne lagte hain to aisa bilkul nhi krna hai abse, Agr aap apne Android Mobile Ko Secure rakhna chahte hain to abse bina password wale Wireless Network ke sath join na kren, aisa krne se apka Sensitive Data ( Personal Data, Important Documents, Important Information aur Personal Details ) koai chori kar skta hai.


4 – Kabhi bhi Unknown Sources ke Installation ko Allow na karen :

Apko kuchh Third Party Application mil sakte hain, Jinko aap apne Androide Mobile me install karna chahte hon jo Google Play Store ka hissa nhi hai to apko apne Android Mobile Ko Secure rakhne ke liye un Third Party Application jo Google Play Store ka hissa nhi hai use apne mobile me install nhi karna hai,

Waise to zaydatar mamlon me ye thik hai lekin agr aap us ek app ke liye apne mobile ke ( Personal Data, Important Documents, Important Information aur Personal Details ) ke sath smjhauta nhi hi karna chahenge kiyun ki ye apps pe aap 100 percent trust nhi kar skte hain.

To apko waisa Third Party Application mile jo Google Play Store ka hissa nhi hai to apko apne Android Mobile Ko Secure rakhne ke liye un Third Party Application ko install nhi karna hai.


5 – Mobile me Anti-Malware App ko Install kare :

Aap apne Android Mobile Ko Secure rakhne ke liye Google Play Store se Best free Android Antivirus App ko bhi download kar sakte hain Antivirus App ko download karna aur use regularly use karna apke mobile ke liye achha sabit ho skta hai, Antivirus App apko mobile ko protection de skta hai.


Post a Comment (0)
Previous Post Next Post